- Forum > Aaj Kyun Aankh Bhar Aayi
10/14/2009 12:51 AM Aaj Kyun Aankh Bhar Aayi (34 Comments)
- Kiran
- 23, Pakistan
Aaj Kyun Aankh Bhar Aayi
Aaj Kyun Aankh Bhar Aayi
Aaj Kyun Teri Yaad Aayi
Teri Yaad Aayi
Aaj Kyun Teri Yaad Aayi
Teri Yaad Aayi
Apne Haathon Ki Lakeeron Se
Tera Naam Mitaa Ke
Tere Chehre Ko, Apne Dil Ke
Aiiney Se Hata Ke
Aaj Kyun Aankh Bhar Aayi
Aaj Kyun Teri Yaad Aayi
Teri Yaad Aayi
Tu Har Ghari Har Din
Mere Saath Rehta Hai
Kehta Hai Paagal Mann
Pyaar Aisa Hota Hai
Shaam Aayi
Dard Laayi
Aaj Kyun Aankh Bhar Aayi
Aaj Kyun Teri Yaad Aayi
Teri Yaad Aayi
Mere Aansu Tum Ko Kabhi
Deewana Sa Karte They
Voh Bhi Din They Jab Tum
Dharkan Mein Rehte They
Seh Na Paaye
Yeh Judaayi
Aaj Kyun Aankh Bhar Aayi
Aaj Kyun Teri Yaad Aayi
Teri Yaad Aayi
Rehte Ho Tum Nahi
Mere Pass Nahi Aate Ho
Mujhe Jaan Kar Bhi Tum
Anjaan Se Guzar Jaate Ho
Laut Aayi
Yeh Tanhaayi
Aaj Kyun Aankh Bhar Aayi
Aaj Kyun Teri Yaad Aayi
Teri Yaad Aayi
Teri Yaad Aayi
Kehte hain aap jisse jitna bhoolaate ho wo utna hi yaad aata hai..
kya aap ke saath kabhi aisa howa, koi aisee yaad jo bilawaja aati ho aur chahte howe bhi aap usse faramosh nahi kar paate?

10/14/2009 12:43 PMRe: Aaj Kyun Aankh Bhar Aayi
fatima syed
19, Lahore, Pakistan
bilkul jee.bohat zabardsat song and lyrics..
or yeh reality hai.
kabhi khamosh betho ge kabhi kuch gungunaao ge.
mein utna yaad aaon ga mujhey jitna bhulaao ge.
hmm jissay bhoolnay ki koshish kar rahay hotay hein unconsciously hum ussay nahi bhoolna chahtay.ess liey hum nahi bhooltay ya bhula patay.

10/16/2009 7:12 AMRe: Re: Re: Aaj Kyun Aankh Bhar Aayi
fatima syed
19, Lahore, Pakistan
bus jee.
yeh to apka hussan e nazar hai. :-"
thank you so much.
yeh to apka hussan e nazar hai. :-"
thank you so much.
10/15/2009 7:53 AMRe: Aaj Kyun Aankh Bhar Aayi
k!-!ņ!jA
30, Karachi, Pakistan
veryyyy nice Topic...........sis ji
Her Ek Chehrey Pe Dil Ko Gumaan Uska Tha
Bas Na Koi Dil Mai,Ye Makan Uska Tha
Tamaam Dukh Meri Aankhon Se Beh Gaye Faraz
Jo Na Mit Ska Woh Nishan Uska Tha..
*
*
*
Kisi ko bhoolana itna aasan nahi hai jetta k log khete hai k waqt sab bhoola deta hai,mere khayal se tu bilkul galat hai........................kune k hum kisi ko kaise bhoola sakhte hai jo humare rah ho or hum ne us ko chaha ho,ye tu ek khobsurat yaad ban kar sarii zindagii sath rehtii hai:)

10/16/2009 3:18 AMRe: Re: Aaj Kyun Aankh Bhar Aayi
10/16/2009 7:16 AMRe: Re: Re: Aaj Kyun Aankh Bhar Aayi
10/20/2009 7:45 AMRe: Aaj Kyun Aankh Bhar Aayi
ASAD
21, Lahore, Pakistan
jaane ki bat h kiyn tum say mohabat h mujhy
chand soraj say sitaroon say hasseen lgty ho
zindage ki baharoon say hassen lgty han
aisa kia ha kah hazarooon say hassen lgty ho
janey ki bat h kiyn tum say mohabat h mujhy
mill gaye tum to mujhy peyar ka ihsas mla
khill gaye hont tumhary to mera dil bhi khila
tum ho shayed mery bursoon ki duaaaooon ka sila
janey kia bat h kiyn t8um say mohabat h mujhy

10/20/2009 7:51 AMRe: Aaj Kyun Aankh Bhar Aayi
ASAD
21, Lahore, Pakistan
bicher k mujh say habib mery
oddas hona to laot ana
akely pun ki pahar rateen
na kaat sukna to laot ana
praaaye dessoooon maien kon tujh ko siwaye mery muna sukey ga
kisi say yoon he mazaq jhgraaay maien rooth jana to laoot ana
mery hathoon maien hath day ker chaley thy sahil ki rait per tum
kbhi tumhain on gozishta batoon ki yad aye to laoot ana
abhi to nafrat ki rot ha chaaye abhi to mumkin nahn h ana
tumhary chehray pay chahtoon ki bahar chahey to laot ana
mery kitaboon
maien phool rukhna
jo yad aye to laot ana
mery peyar ki yad ager
tumahien sttaye to laot ana

10/17/2009 8:43 AMRe: Aaj Kyun Aankh Bhar Aayi
I don't know how to post a video so I'm gonna give yo a link try it, its another BEAUTIFUL TRACK by RAHAT FATEH ALI KHAN YOUTUBE.COM --> AT SEARCH BAR --> TYPE "kaisa ye junoon - rahat fateh ali khan" --> 1ST result ..................
C YA ,,,,,,,